LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Chor diya sab

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
(Maine chor diya sab
Mujhe mila nahi rab mera
Mai bhatku talash me
Mile khaali gham dard mila)
Maine chor diya sab
Mujhe mila nahi rab mera
Mai bhatku talash me
Mile khaali gham dard mila
Badhi ya ghati ye darmiya
Na pata mai lapata
Par kar chuke hai fana
Jeene na de Ye zaalim zama
To rehna shant mujhe
Poore karne mere kaam mujhe
Amar karna hai ye naam mujhe
Gaane me bharta hun jaan jo mai
To zindgi hai choti Aur
Jeene ke pal bhi kam
Khushiya dino ki
Khudke hi gam Peete ham
To zindgi hai choti Aur
Jeene ke pal bhi kam
Khushiya dino ki
Khudke hi gam Peete ham
Maine chor diya sab
Mujhe mila nahi rab mera
Mai bhatku talash me
Mile khaali gham dard mila
Chor diya sab
Mujhe mila nahi rab mera
Mai bhatku talash me
Mile khaali gham dard mila

WRITERS

Avneet Kumar

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other