Dard zamane ke jo likhne betha panno pe wo
Dard khud ke nahi sambhal pata kandho pe, haan
Dekh zamane ko jo seekhe roz 4 baate
Dekh sitaaro ko phir roz bune sapne, haan
Nahi hai sage jo saath tere hai haste, haan
Nahi rahenge saath jo saath hai chalte, haan
Manzil tak pauchne se pehle gire har mod pe
Baar baar raaste bhatakne padte, haan
Nahi ulajhte jo usse nazre milti na
Chahe alag the par saath thi wo hichkiyaa
Nahi galat the phir b baat diye raaste
Ab yaad me hai naape nahi whiskey ke jaam
Apne Qalam se chalu main to asmaan naapta
Main pal pal me jalta tha
Main duniya daari seekh gya
Beet gya time Or beet gaye log wo
Badal Gaya me or badal gayi soch wo
Pen mera sword, zimmedari jaise Jon Snow
Khoj me hu ghar ke, Cross karke aya wall bro
Beet gya time Or beet gaye log wo
Badal Gaya me or badal gayi soch wo
Pen mera sword, zimmedari jaise Jon Snow
Khoj me hu ghar ke, Cross karke aya wall aye
Mujhe hosh nahi kaun main
Shor se hai seekhi khamoshiyo ki ahmiyat
Main auro ki aakho me dekhta tha khud ki haisiyat
Main khud k baare me to janta tha kakh nahi
Or zindagi se puchta tha zindagi ki kaifiyat
Beet gya time Or beet gaye log wo
Badal Gaya me or badal gayi soch wo
Pen mera sword, zimmedari jaise Jon Snow
Khoj me hu ghar ke, Cross karke aya wall bro
Beet gya time Or beet gaye log wo
Badal Gaya me or badal gayi soch wo
Pen mera sword, zimmedari jaise Jon Snow
Khoj me hu ghar ke, Cross karke aya wall aye