LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aaj Phir

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Yeah
It's gonna be different this time (Haha)
Yeah
Let's go
Aye

Haan, Samajh to nahi par karta hu koshish main
Zindagi me dhundta jo matlab or logic main
Betha apne kamre me gayab hu soch me
Dhundu jawab jaise kandhe pe bojh ye

Kabhi lagta hai khamakha hi bharta hu panne
Fizul ki ye baate Or bekhabar hu khud se
Jo Phir likhne betha hu main jazbaat ye
Aaj phir nikla hu main jo main khud ki talaash me!

Aaj phir main ki h, khud se hi baate
Band darwazo me wo, dabi awaze
Phir leke betha hu main, purani yaade
Aaj phir nashe hue mujhe, bina sharaab ke

Aaj phir main ki h, khud se hi baate
Band darwazo me wo, dabi awaze
Phir leke betha hu main, purani yaade
Aaj phir nashe hue mujhe, bina sharaab ke

Duniya ki baato se ab
Pade farak nai (Na na)
Jale ye joint to
Lage khabar nahi (Haha)
Hua sawera kab
Mujhe pata nahi
Mili usse nazar
Main raha main nahi

Mili mujhe sheh nahi mili seedha maat
Kori ye lakeere baby khaali mere haath
Likhe jazbaat nahi, likhe alfaaz maine
Dil hua bhaari to bhaari h ye awaaz, haan

Khud ki kahani karu khud se bayaan
Khud se anjaan dhundu phir ek wajah
Rab se bemaani karu or ek khata
Sust ye jawaani or main beparwaah, haan

Dil hua halka jo
Kia bayaan maine
Dekha khud k andar to
Mili khataye
Khudgarzi me jo
Dil hai dukhaye
Aayne me dikhe mujhe
Meri sazaye

Dekhe haalat maine logo ke jazbaat dekhe
Sahi or galat k pare, be-naqaab dekhe
Ye saari duniya se alag mere khwaab h
Tabhi deta hu Khud ko roz, nayi wajah main

Aage badhne ki, duniya se ladne ki
Logo ki baato se door, ucha udne ki
Maine mudke ab dekhna hi nai h
Bhuji Raakh pe haath sekna hi nai hai

Aaj phir main ki h, khud se hi baate
Band darwazo me wo, dabi awaze
Phir leke betha hu main, purani yaade
Aaj phir nashe hue mujhe, bina sharaab ke

Aaj phir main ki h, khud se hi baate
Band darwazo me wo, dabi awaze
Phir leke betha hu main, purani yaade
Aaj phir nashe hue mujhe, bina sharaab ke

Kal or kal me main bhula betha aaj hu
Tolu apna aaj or kal, jaise taraazu
Samjha hu main aaj
Kal jo hua mere saath
Shayad, haara tha kal tabhi jeeta main aaj hu

Zindagi ki race me, main bhul gaya sabko
Sahi or galat me parakhta tha sabko
Samjha jo khud ko, to khuli meri aakh
Haj keemti ye lamhe ye jaana maine aaj

Haan, Samajh to nahi par karta hu koshish main
Zindagi me dhundta jo matlab or logic main

Aaj phir main ki h, khud se hi baate
Band darwazo me wo, dabi awaze
Phir leke betha hu main, purani yaade
Aaj phir nashe hue mujhe, bina sharaab ke

Aaj phir main ki h, khud se hi baate
Band darwazo me wo, dabi awaze
Phir leke betha hu main, purani yaade
Aaj phir nashe hue mujhe, bina sharaab ke

WRITERS

Jaskaran Ahuja

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other