Jaane jaan qabar pe teri naachu
Jaane jaan qabar pe teri naachu
Maine khabar bhi na rakhi teri
Tune fir bhi mujhko chuna tha
Khud ko hi bass maine jeeya tha
Main bekhabar tere dard se
Main sochu yeh maine kiya kya
Jaane jaan qabar pe teri naachu
Jaane jaan qabar pe teri naachu
Meri khushnuma har raat thi
Tujhe zakhm the kis baat ke
Main hasta jo tere saamne
Na padh saka main dhyaanse
Teri ankho main jo gamm chhipe
Jo zakhm the teri aaaho mein
Jaane jaan qabar pe teri naachu
Jaane jaan qabar pe teri naachu
Main dekh rha tha sab sahi
Par mujhe kyu maalum nahi
Kya chal rha tere zehen mein
Maine kho toh di bekhabri mein
Jaane jaan qabar pe teri naachu
Jaane jaan qabar pe teri naachu