Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho
Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho
Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho
Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho
Din jo tu dhundhe voh achhe main dedu sabhi
Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho
Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho
Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho
Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho
Kyunki aaj hai tere janamdin ki ghadi
Mere lafzo'n mein jo hai yeh behti khushi
Teri taqdeer se hi toh hai yeh judi
Kyunki aaj hai tere janamdin ki ghadi
Mere chehre pe jo hai yeh noor naya
Aaj ke din ki hi toh hai yeh khushi
Aaj ka hai din jo bass teri hasrate'n ho
Meri dua bhi lage toh aur qurbate'n ho