LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ab Nahi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aaj fir se baat hui toh yaad bhi aya tha
Kyu hum alag hue - kitna rulaya tha
Aaj fir se baat hui toh samajh mein aya tha
Rishte jo toote voh tune kamaya tha
Naaaaa
Mujhse na hoga yeh ab kabhi
Yaad hai mujhe -- tu kitna thi ladi
Ab yeh jo vaapis tu aaaiii hai
Lagta hai kata hai tera bhiii
Mujhse na hoga yeh ab kabhi
Dekhu na shakal bhi main kabhi
Teri baato mein fass gya tha
Dafan hai aadmi ab voh kahi
Bhoool gaya main voh baate bhi
Bhoool gaya main voh raate bhi
Bhoool gaya main tere liye jeeena
Aur bhoool gaya main yeh aashiqui
Na bhooola main jo
Aansu.n the
Roya tha
Inn aankho.n se
Dekha tha jinse maine
Tera hona aur
Socha tha
Ladenge zamaane se
Aaj fir se baat hui toh yaad bhi aya tha
Kyu hum alag hue - kitna rulaya tha
Aaj fir se baat hui toh samajh mein aya tha
Rishte jo toote voh tune kamaya tha
Aaj fir se baat hui toh yaad bhi aya tha
Kyu hum alag hue - kitna rulaya tha
Aaj fir se baat hui toh samajh mein aya tha
Rishte jo toote voh tune kamaya tha

WRITERS

Jaideep Dang

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other