LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

ANXIETY

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Heavy anxcity aur balun ko bhi noch ta.
Dark ha thoughts khudka saya bhi daboch ta.
waqt he taiz tou m kese issay rokta,
Barhna mujhe agay yehi farq Meri soch ka.

Khon laga hathu pe jism ka zakhm gehra bi.
Kisko sunaun apna dard sary behra bhi.
Apna na koi sab badalta pal ma cehra bhi.
Cahta sakoon pr kion shor kary lehra bhi.

parchai mery ird-gird aur shor chubta kanu ma.
Zakhmu ko apny nochta kiya khojhta asmanu ma.
Kamzor ho riyazi cehry aty nahi pehchanu ma.
Jazbaat kiya dafan yaadein likhta ma in gano ma.

Kafan ho sar pe aur maut Deri dastak.
Mein mangu Rab sa mafiyan aur Dil bhi hota dag dag. Bikra Howa Zameen pe aur dhakun ma asmaan ko. awaaz deta kisko Mera Khali ya makan ho.

Aijz zamany sa zindagi sa beezar bhi.
Nashy ka adhi kion Rahta Zehni beemar bhi.
Woh kahty jahil hun batein karta bikar ki.
Jalan hai logon ma ya duniya khati khar bi.

Man karta rona ka chilata mein tanhai ma.
Kamra ma kaid hun muja koi tou rihai da.
Kamoshi behad ka Kudki dharkan Sunai da.
Weerani sarkon pe kissa likhta Sihai sa.

Ayy Khuda bakhsh mujhe Qabar ka azaab sa.
gunahgari ma mubtila wakif Apne amaal sa.
Jisam ya thartarata kanpe hath khata khouf bhi.
Ujaalun sa mein baghta band rabta phone off bhi.

Zamana sitamgard berukhi Jo meri zaat pe.
Likhrah jo aakhri khaat zulm e sani is kitaab ma.
Ankhein ya nam karun gila apny AP sa.
Kiya lage tujhe gham lash sa karte sawal ya.

Umeedein baqi kuch abhi howa barbad nh.
Ankhon ma neendein batakti kion Kali karta raat bhi.
Tanha mein is makaan ma zamana ko mein yaad nahi.
Ghumrah Karti yeh rahein raste 4 PR koi sath nahi.

Darta hun karna sa kion gur apna haal pe.
Rahta madhosh ma rahta gehra kayal ma.
Tota itni zour sa bekhar gaay tukra farsh pe.
Duniya sa hoke lapata miluga tuma arsh pe.

WRITERS

HAMID Hamidali

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other