LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khamoshiyan (feat. Parth Dhupkar & Vanraj Shastri)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khamoshiyan sun kya kahein
Chuppi mein hai aawazein
Khamoshiyan sunn kya kahein
Chuppi mein hai aawazein
Khwabon ki sun le daastan
Apni hi aankhein jo na kahe
Taaro pe hai teri subah
Badal pe paaon chalte chale
Patjhad me bhi muskaan hai
Pal pal ki hai yeh kahaniyan
Rango mein bhi alfaaz hai
Khwabon ki hai yeh daastan
Odh kar ek chanda baadalo ki chaadar
Aasmaan se kehta phir pyaar ke dhai aakhar
Patjhad ke patto par titli ne likhe rang
Jo lehron se guzre hawaa sang rang bhare
Parindo ke taraano se shaam bhi jhoom uthe
Tukde suraj ke rafu kar
Nadiya ne bhi pahene rang
Nindiya ki hai naadaniyan
Khwabon ki hai badmaashiyan

WRITERS

Haard Dave

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other