Raatein bhi ho teri baahon mein
Bhool jaaun jahaan ko main
Har pal rahoon teri saanson mein
Main toh aaya hoon yahan pe bas tere liye
Tera tan man sab hai mere liye
Gale laga le yaara yaara yaara
Meri jaan kahoon main kya karoon
Karta hoon khud se baatein ab
⏰ Har waqt tere hi baare mein
Kar doon bayaan raaz saare main
Main deewana tera ban gaya jaane jaana
Main fasana tera ban gaya jaane jaana
Churaaye dil dil chori chori chori
Meri jaan kahoon main kya karoon