Chalta raha main , chalta raha
Peeche hata nahin , chalta raha
Dekh meri aankhon me , aag bhara
Chalta raha , ha , ha , chalta raha
Meri maa mere saath sabse bada mera flex
Mere haath mein kitaab aur main karta nahin hoon rest
Dost mere majdur bhi dost mere rap artist
When I feel down maa kehti beta tu hain best
Har cheez nahin hain sach jo likhi hain kitaab main
Ab darr lagta hain duniya ke har sawaal se
Main chahta qalam har sawaal ka javaab dein
Chamakna jyada mujhe ab aftaab se
Jab huwa main fail to khuli meri aankh
Tab maan liya rok dun main apni saas
Khud ko bana lu main mitti aur ban jaun raakh
To bhagwaan kahe uth chal bete ab bhaag
Tu bhaage nahin duniya main kho jaayega
Tu bhaagte rahega kuch bo jaayega
Nah samjha koi tujhe dho jaayega
Ab raat ke baad subha bhi ho jaayega
Chalta raha main , chalta raha
Peeche hata nahin , chalta raha
Dekh meri aankhon me , aag bhara
Chalta raha , ha , ha , chalta raha
Yeh shanti bhi kaan main chubhti rahi
Meri maa bhi mujhe ab rokti nhi
Duniya kya kahegi main sochta nahin
Main to mard hoon samne sabke rota nahin
Har aankh ke aasu ko banana mujhe haar
Jab tak khushi ke nah gheere tab tak manna nhi hain haar
Mujhe aage badhna duniya ke jaana too far
Mere log jante hain maine diya kitna pyaar
Jisko dil se hain chaha usne dil hain dukhaya
Usne pass rakh ke mujhe dur hain hataya
Mujhse duriya badhaya mujhe chutiya banaya
Pehle se bekaar insaan ko aur bekaar banaya
Uski aankhein jeene nah dein mujhe
Uske baatein khaati hain mujhe
Uski yaadein jhaati nahin
Mann yeh mera kehta raha , woh mile kahi par woh mile nahin
(Chalta raha main , chalta raha
Peeche hata nahin , chalta raha)
Chalta raha main , chalta raha
Peeche hata nahin , chalta raha
Dekh meri aankhon me , aag bhara
Chalta raha , ha , ha , chalta raha
(Chalta raha main , chalta raha
Peeche hata nahin , chalta raha
Dekh meri aankhon me , aag bhara
Chalta raha , ha , ha , chalta raha)