Hum kaise tumko bhulaa den
Hum kaise tumko bhulaa den
Tune dil se bulaya na kyu dil se lagaya tha
Rutha aise tu aaya na jese koi paraya tha
Tuta tha par tu aaya na mana tujhe rulaya tha par seene se lagaya tha
Kitna hasaya tune, kitna rulaya tune
Apna bana ke phir kitna sataya tune
Dil se lagaya phir mujhko bhulaya
Tujhe dil se bulaya par milne na aaya
Hum kaise tumko bhulaa den
Hum kaise tumko bhulaa den
Tumhe rakh lu bas ab ke yun
Kahaniyan ye kis ko sunaayi jaayengi
Ye ek din tumse hi kehne aayengi
Tu aayi nhi hai khoob dara hai koi dil
Bata use ye kab tu samajh paayegi
Chamak badi hai par raat jagaaya tune
Chhaaya bhi di hai barsaat bhigaya tune
Logon se chhipti hain darti si ankhiyan ye
Ghaav bhare jo bas haath lagaaya tune
Hum kaise tumko bhulaa den