Jo uth kar giray hein tow gir kar uthein gey
Yehi reet ha aadam ki azal sey
Sikandar bhi maqtal mein kitnay giray hein
Jalandhar sey Akbar bhi kitnay uthay hein
Badalta ha waqt zamana bhi badlay gaa
Nayab ye tera phr sey laray gaa
Mashrik bhi dekhay gaa maghrib bhi dekhay gaa