Soniya kaise kaise ab rahaan
Ye jahaan lagta na apna soniya
Dilbara tu ho ke bhi apna na raha
Mai yahaan tera hi tera bas raha
Kitni karu yaad baatein tumhari
Wo hotho ki laali or kano ki baali
Jo bhi bitaye pal sang tumhare
Karta sab mai yaad or fir deta hu gaali
Ye kismat hamari ye footi thi saali
Aaj hote hum saath sari duniya jal jati
Galti bhi chal sari mene hi maani
Par kya fir bhi laut tu aaegi ya nahi
Sapna tu mera sapna hi reh gaya
Kal sang tha mai tere ab akela ho gaya
Ishq tha do tarfa ek tarfa ho chala
Roshan tha mai tujhse ab andhera ho raha
Kardi khatam tune story hamari
Reh gaya adhura sab esa kyu jaani
Shiddat to hogi na tere bhi pyaar me
Fir kese kardi ye tune nadani
Kyu feelings purani kyu yaadein ravani
Kahan gai sari wo baatein tumhari
Ki tujhko akela na chhodungi mai
Baby rasta kabhi nahi modungi mai
Ab gai kahan teri meri wo yaari
Maan jata tha mai bhi ab teri hai baari
Esi bhi hui kya khata hai mujhse
Jo aankhein hamesha ke liye churali
Kya itni hi yaari thi tujhko nibhani
Fir khayi kyu kasme jab thi nahi nibhani
Socha tha saath na chodegi baby tu
Ab jana shayad sab meri nadani
Soniya kaise kaise ab rahaan
Ye jahaan lagta na apna soniya
Dilbara tu ho ke bhi apna na raha
Mai yahaan tera hi tera bas raha