Tu aur mei kabhi alag nahi hongey
Ek dusre ko samjha liya karenge
Hann mana shehar alag honge
Pr calls pe har roz batt krenge
We are besties ah Soulmate
Ab main gir raha hoon dheere se
Jisme yadoon ki khushi base
Yeh bunde apne sath ki kyu
Importance bhi ab na rahe
Lagge yeh pyaar dosti se badke mujhko ho gaya hai
Hai vo mera jo ki milne ko gharwalon se kahan kre
Dil mera yeh udd chala hai
Akhir kyuu keh na sakoon main kya kru
Dil main samaye lamhon si
Kano ko awaz sunna acha lag raha hai
Tujhse jo dhaga judd chuka
Batana kya hoga jab tu mere sath me nahi hogi
Kya hoga tere baad koi dost he nahi hogi
Kya hoga jab kahega dil main bhi roloon kya
Kyu phirse main jud na saka
Sirf rutha mei tha tu mana leti na
Aajati jesse aaya tha main
Sapno ko pankh deke dil mera yeh udd chala hai