Hai Low taper fade mere baal dekh
Baj liye jinhe bajna tha soniye
Abhi yaar tera krega kya haal dekh
Hai Low taper fade mere baal dekh
Baj liye jinhe bajna tha soniye
Abhi yaar tera krega kya haal dekh
Tarso Tarso thoda darshan ko
Parso Parso bata farshan ko
Barso Barso hue kalam chalaye
Handsome hunk jana school se hi
Hai Low taper fade mere baal dekh
Baj liye jinhe bajna tha soniye
Abhi yaar tera krega kya haal dekh
Jiske saath chori chupe nikali thi splendor
Wahi Yaar laya Mint geen defender
Vest meri saadi kaali so jau zameen pe
Sapne bade na rakhe Aas umeedien
Bhaga kabhi nahi kisi gair k bharose
Yaar chale ajbhi Khud k yakeen pe
Dekh pada samne jo rose gold mac
Pta chale tujhe bhi kyu nahi hota mai attach
Hai Low taper fade mere baal dekh
Baj liye jinhe bajna tha soniye
Abhi yaar tera krega kya haal dekh