Abhi toh Shuruwaat hui meri jaan
Bas ek mulakaat hui meri jaan
Mujhe pasand nahi antakshari
Ek hi pyaar khola 4 jgaha
Chor puchna gaadiyon ke daam
Bas itni si baat hai meri jaan
Abhi toh Shuruwaat hui meri jaan
Koi kheeche chup ke photo
Budget movie wala mange mera
Dekhe chaal bigde haal tere
Mic ke samne mai kill karu camere pe chill Ghadi cheekhe mera time
Tabhi daant mein no grill
Abhi toh Shuruwaat hui meri jaan