We're gonna change our time we don't need no luck
We're gonna change our time we don't need no luck
Haan ya tou dhokebaaz har shaqs
Waapis Kiya Jo bhi tha qarz
Lekin bhaari mere khande tabhi likhta Mai ye lafz
Kabhi kabhi lagey ye kala Mera marz
Views se zada kamani Maine izzat
True to myself nai Lene Maine rishwat
Forcing myself, ye kalam zada ghiss mat
Aur jab Khuda Saath hota tou Saath deti Kismat
16 saal thi Umar jab samhaale Maine kharche
Haan maa Meri khush par sukoon na hai Ghar pe
Tabhi yaad dilaon apne aap ko
Struggle kaafi karni maine khush karna baap ko
Chahiye 7 figure kamane na hai lakh dou
Tu bas samajh ja mere mizaaj ko
We're gonna change our time we don't need no luck
We're gonna change our time we don't need no luck
Haan Mai nai hoon itna acha
I pave my own way kaafi dhundhla Mera raasta
Duniya nafarman akke dekhe bas tamasha
Traitors mile bohat saare bane yahan mufasa
Kaise likhoun phir apni daasta
Mai tou mic pe aney se pehle hee khaasta