LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Qaaeda

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kaisa hai yeh imtehaan
Jo khuda mera hai le raha
Isme rihaai nahi
Aur faraar bhi hona manaa
Is imtehaan mein
Muraadon, duaaon ka na
Faaeda
Qaaeda Qaaeda yeh ishq ka
Qaaeda Qaaeda ishq ka


Ishq se badhke bhi hai ek
Imtihaan imtihaan
Ke dil ko samjhana yeh ishq ek
Imtihaan imtihaan

Dil ka yahaan
Na ataa na pataa
Dil hi nahi bas
Yeh jaan bhi toh paaye sazaa

Qaaeda Qaaeda yeh ishq ka
Qaaeda Qaaeda ishq ka

WRITERS

Anurag Mishra

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other