Khehne ko baate hai mujh pe hazar
Mujeh se vo baat nahi ckelapan sath wahi
Or lagta hai maut kareeb hai
Vo khehte hai karmo ka phal hai Jo es jeewan Insaaniyat mili hai Me mar rha hu aaj bhi yaha par Kash aa jaye maut he yaha par Khushi se gale laga ke me chal dunga
Mujeh nahi hai pta ke ha jana kidhar
Me likhta chalagya kahaniyan
Chale raasto pe nange per
Kal tk jo pass the vo mere
Chahta bhot kuch tha paana
Bas jeeya hu me aise he bas zindagi
cadhi jeevit aadhi mritya wali stithi
cb lagta kuch jyda mujeh khaas nhi
Or jeevan se bhi bacchi shayad nahi koi aas
Har pal bas yahi khayalat ghume
Puche mujeh se vo kai sawalaat Jo tute dil ke hai wahi bas jante
Dilaase wale nahi jo bas rehte jaalsaz yeah
Me karta gaya bas kaam mera
Tuta bhot par phir bhi na ruka Bhale chala os time dheere dheere
Par me bhi ranbhumi se na hata cb lagta kya kiya is jeevan me
Sab pass phir bhi pass na hakikat me
Mangu rab se me ek he dua
cgli baar dena mujeh koi jeevan na