Hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Jo jee mein aayega, woh tujhse kehna hai
Mujhko har lamha tere sang rehna hai
Jo jee mein aayega, woh tujhse kehna hai
Mujhko har lamha tere sang rehna hai
Kabhi yun chhod ke tu door na jaana
Kabhi yun chhod ke tu door na jaana
Doori mohabbat mein sahi na jaaye
Soye toh sapno mein tu dikh jaaye
O ho ho doori mohabbat mein sahi na jaaye
Soye toh sapno mein tu dikh jaaye
Yeh meri chahat hai bas tujhko hi paana
Yeh meri chahat hai bas tujhko hi paana
Maine kiya hai har saans tere naam
Tu hi subah hai aur tu hi meri shaam
O ho ho maine kiya hai har saans tere naam
Tu hi subah hai aur tu hi meri shaam
Kabhi yun rooth ke mujhse door na jaana
Kabhi yun rooth ke mujhse door na jaana