LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tu Hi Mera Jeevan Original

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Nainon ko tu bhaya
Dil mein bas gaya
Ik naya rishta sa
Mujhko hai mil gaya
Tu hi tu hi mera dil ka
Hai oh sajjan
Mera diya jal gaya
Tu hi mera hai jeevan
Raaton mein jaga main
Neendon mein khoi tu
Har pal mein ab mere bas
Tu hi samayi tu
Rishta ye kaisa
Prabhu ne banaya
Tu hi tu hi mera dil ka
Hai oh sajjan
Mera diya jal gaya
Tu hi mera hai jeevan
Pyaar ka to rishta
Prabhu ne banaya hai
Tu mera saathi
Swarg se aaya hai
Rishta ye kaisa
Prabhu ne banaya
Tu hi tu hi mera dil ka
Hai oh sajjan
Mera diya jal gaya
Tu hi mera hai jeevan

WRITERS

Ankit Kumar

PUBLISHERS

Lyrics © TalantonCore

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other