LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kaise Batau

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kaise batau me
Mere dil ke raaz ye
Tu aasma me hu jameen
Dhundta hu tumhe raatko
Me jaha jau tera khayal aye
Mehsus karta hu sanson me
Muskuraye jo tu meri baaton pe
Arziyaa mil gayi khwabo me
Kaise batau me
Marta hu tere rooh pe
Tu dhoop he aur me kali
Khilta hu tere naam pe
Raahe meri bhataki he kahi
Tere piche sawar de
Kehna tha jo keh jata hu me
Hawao me khayalo me
Kaise batau me
Adhura hu yaha bin tere
Tu dor he me hu patang
Udta hu teri aas pe
Ek raaat na ho jo tera khayal aaye
Karvat badal leta hu nind me
ye kahani meri karni he puri
thehera hu me khali panno pe
Kaise batau me
Marta hu tere rooh pe
Tu dhoop he aur me kali
Khilta hu tere naam pe

WRITERS

Anirudh Nimkar

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other