LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Qaidi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tak Tak ghari ki tak tak
Kad kad kadiyoon ki kad kad
Perr perr seeti ki perr perr
Dil ki dharkan ko barhaye
Ghari ki tak tak
Kadiyoon ki kad kad
Seeti ki perr perr
Dil ki dharkan ko barhaye
Tak Tak ghari ki tak tak
Kad kad kadiyoon ki kad kad
Perr seeti ki perr perr
Dil ki dharkan ko barhaye
Sochon mein gum main
Bus chup hee chup main
Ye samajh na aye
Mujhse na koi milne aye
Kyun yeh saza mera jurm bata
Phir chahey jo tu qalam laga
Kar tuney rakha kyun qaid mujhy
Thori si iss ki waja bata
Mujrim nahin per
Qaidi hoon main
Qaidi hoon main
nan naa nan naa nan naa
Qaidi hoon main
Qaidi hoon main
Bebas bechara hoon
Qaidi hoon main
Qaidi hoon main
Nan naa nan naa nan naa
Qaidi hoon main
Qaidi hoon main
Gir ke naa haraa hoon
Tak Tak ghari ki tak tak
Kad kad kadiyoon ki kad kad
Perr perr seeti ki perr perr
Dil ki dharkan ko barhaye
Kaisay haseen thy din
Khushiyoon ke zamanay
Pehla wo piyar mera
Aur yaaron ke yaaranay
Tarsay hain mere kaan
Apnon ki awazoon ko
Bin aansu aankhain rooyen
Bin dekhay apnon ke chehray
Tu khara to sab tera
Gira to koi nahin hai
Qaidi hoon main
Qaidi hoon main
Nan naa nan naa nan naa
Qaidi hoon main
Qaidi hoon main
Bebas bechara hoon
Qaidi hoon main
Qaidi hoon main
Nan naa nan naa nan naa
Qaidi hoon main
Qaidi hoon main
Gir ke naa haraa hoon
Tak Tak ghari ki tak tak
Kad kad kadiyoon ki kad kad
Perr perr seeti ki perr perr
Dil ki dharkan ko barhaye
Sochon mein gum main
Bus chup hee chup main
Ye samajh na aye
Mujhse na koi milne aye

WRITERS

Ali Pirzada

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other