LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Fikar Nahi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Koi haseena mera dil main
Yun utar ayee
Mujhse puchay bagair
Na mujhy kuch bataye
Mere dil main samaye
Phir mujhy wo behlaye
Per wo jitna hasaye
Us se ziyada rulaye
Phir jo dil ko chota paye
Mujhe kaisay ab bataye
Mujhy choray bhale wo
Koi aur dil basaye
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Doston ki cigaretton ke
Dunhain main urhtay dikhaye
Khuwaab mere saray
Yun jo khaak main milaye
Khali jaib saray aeib
Mujhko hathon pe ginaye
Aur achi job ka bahana wo banaye
Baitha main sar jhukaye
Ussay kon samjhaye
Jake koi faqeer ya minister phasaye
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Phir se aesa koi meri
Zindagi main aaye
Mujhy apna banaye
Dil main mere ghar basaye
Ratoon ko na soyee
Sath din bhi guzaray
Roothon to mujhy manaye
Mera naaz yun uthaye
Phir wo mujhse dhoka khaye
Phir wo mujhse dhoka khaye
Kha ke mujhse rooth jaye
Roo ke mama ko bataye
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi
Mujhy koi fikar nahi

WRITERS

Ali Pirzada

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other