LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

LASHKAR

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Music
Awaaz do ham ek hain
Awaaz do ham ek hain
Dushman hain bohut ham ek hain
Duniya pe alam ham ek hain
Awaaz do ham ek hain
Awaaz do ham ek hain
Imaan se buland ham ek hain
Aqsa bhi kahe ham ek hai
Ham chalte phirte jabaaz sipaahi jinke seeno mein Quran
Aayein hain karney qaayam dunia par adal ek nizaam
Bekhauf nidar na dartey hum hai woh sachey musalmaan
Hai Surkh parcham, Kalma tayyab, hum sabki wo pehchaan
Hai bacche buhde mehfil mein josheeli yeh Jawaani
Insaaniyat ke rehnuma Islam par qurbaani
Ham ek Khuda ke chahne waale Haidar ke sipaahi
Ham Zaalimo'n ki barbaadi gumraaho'n ki tabaahi
Awaaz do ham ek hain
Awaaz do ham ek hain
Dushman hain bohut ham ek hain
Duniya pe alam ham ek hain
Awaaz do ham ek hain
Awaaz do ham ek hain
Imaan se buland ham ek hain
Aqsa bhi kahe ham ek hai
Dushman kaape dekhe jab Salahuddin ki quwwat
Sher ne sher giraaya aisi thi Tipu ki himmat
Babar ka wo hosla jab fateh kiya har Qila
Siraj Ud Daulah munkir ko detey the unka silah
Khomeinei laaye the barkat thukraaye farzi shohrat
Mushqil mein Yasser karte the zaalim se datt ke bagaawat
Dushman ki aankho'n mein aakhein daali thi Gaddafi nein
Khamenei ne aag lagai Israil ki har waadi mein
Badal Gaya
Badal gaya nizaam ab masoom khoon ke aasu' roye
Din dahaade bam dhamaake raato ko kaise yeh soye
Peenein ko ek boond nahi lahu se apney aasu' ponche
Tanhaai laachaari mein apno ne saarey apne khoye
Iss Jahaan mein dost nahi ab dushman lekin bohut hain
Kaisi ye duniya daari insaaniyat ab faut hai
Rab se hum faryaad lagaakar aage yunhi badte jaaye'n
Karlo koshish jitni, israil ki aani maut hai
Bolo Haq se kat-ta baatil hai netanyahu qatil hai
Iran ka lashkar yeh Bole netanyahu qaaatil hai
Gaza ka har bacha boley netanyahu qaatil hai
Saari duniya milkar boley netanyahu qaatil hai
Remember! You cannot hide the fact that Imam Mehdi (AS) is coming
Aur ham unka Lashkar banke unka intizaar kar rahe hain
Tou saarey mere saath
Awaaz do ham ek hain
Awaaz do ham ek hain
Dushman hain bohut ham ek hain
Duniya pe alam ham ek hain
Awaaz do ham ek hain
Awaaz do ham ek hain
Imaan se buland ham ek hain
Aqsa bhi kahe ham ek hai

WRITERS

MOHD AGHA

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other