Binte Zahra Ne Ro Kar Kaha, Mere Baba Shaheed Ho Gaye"
Haye Baba Haye Baba Haye Baba Haye Baba Haye Baba
Binte Zahra Ne Ro Kar Kaha Mere Baba Shaheed Ho Gaye
Khoon Bhate Hai Har Dùm Nazar tokde Tokde Hai Mera Jigar….x2
Hogayi Haye Kaisi Jafa Mere Baba Shaheed Hogaye
BinTe Zahra Ne Ro Kar Kaha Mere Baba Shaheed Ho Gaye
Mujtaba Ne Tadap Kar Khaa Kya Gazab Ibne Muljim Kiya….x2
Kyu Chalai Hai Tega Jafa Mera Baba Shaheed Hogaye
Voh Jo Baba Ke Sar Par Lagi Zehar Mein Dubi Talwar Thi….x2
Kar Gaye Kuch She Re Khuda Mere Baba Shaheed Hogye
Mere Baba Ka Sajde Mein Sarr Apne Khoon Se Hua Haye Tarrr…x2
Zakham Is Darja Gherha Laga Mere Baba Shaheed Hogye
Haal E Dil Kis Ko Batlao Mein Amma Fiza Kha Jao Mein….x2
Haye tan Hai Labo Pe Mera Mere Baba Shaheed Hogye
Ban Thế Lab Pa Kulsoom Ke Haye Gham BeSahra Huế…x2
Hogaye Ham Sẽ Baba Juda Mere Baba Shaheed Hogye
Kya Likhe Koi Zainab Ka Gham Rok Le Shan Apna Kalam..x2
Lab Pa Zainab Ke Hai Ye Sada Mere Baba Shaheed Hogye