Kuch toh hai baat sach me
Din ko na dikhta mai kahi
Sapno se durr apno k paas
Jo mere saath wahi karte ab
Mujhpe hi waar saanp ko paala
Fir bhi usko hi kahta mai yaar
Dhire dhire kyun mai mitt raha
Mai Dil se hi gaata chala
Aaj bhi aashiqui hiphop se lagav mera
Aaj bhi uss galli me jis galli me naam tera
Aaj bhi bandagi me sir mere jhukte chale
Aaj bhi bharosa ki ithihaas bada
Hai shabd poore sachche yaha
(Hahah hahah chalta chala)