Kalam lekar baitha aaj firse Afghan
Kaali raat saath saath mausam barsaat
Khoon ki siyahi saath lafzo me aag
Likhai meri aam nahi ye nahi bars
Mai rapper nahi artist maane kalakar
Ye raaper saare joker khele bars to bars
Mai rapperon se duur mera rap na pyaar
Mai kala ka hu bhooka Hip hop bss vichaar
Ye mujhse ladenge kaise mujhse bhidenge kaise
Mujh tak pahunchege kaise pahla sawal
Rap karenge kaise gaane likhenge kaise
Mudde kaha hai inke doosra sawal
Teesra sawal mera aam awwam se
Kitne gaane sun rakhe tumne bakwaas se
Hip hop k naam pe tumne katwaa liya
Daru ganja nasha bete ye nahi hip hop hai
Bahta hiphop hai nasso me tu dekh
Gaane saare bomb saath aake zara baith
Baatien na ghumaau rakhu baatien meri straight
Mai best hu sabhi se mujhe lage saare fake
Hip hop hai kya tera bhai ab batayega
Rap kisse kahte apne gaano me samjhayega
Sabko sunayega dhunn naya laayega
Aur rap kaise hota Affymusic dikhayega
K wajah se chalte ye ab tak
Fuck Fuck deta nahi kisiko
Q ki mai gaya ab thak thak
Sari baatien jaise haq haq