Baitha afsos me masle hazar
Time meri dekho lene lagi
Bojh pe bojh pe bojh hazar
Noch noch k ye zindagi khaati
Mai Soch soch k kadam uthata
cheekh cheekh mai baate batau
Mushqilon me raaste banau
Toh bheeg jaa na saath me Gaano ki barsaat me
Dhaddhad ye flow hai gooliyon ki ramleela
Chalenge chalenge chalengee (aye)
Karenge karenge karenge (aye)
Badhenge badhege barhenge badhenge
Ladenge ladenge ladenge (aye)
Waqt hamara toh badhna padega
Hip hop ka gap bharna parega
Fatega futega bajega chalega
Thakela wakela jhoomega nachega
Sunega hasega mazze bhi karega
Nachchega bakega pagal tu bange
Saath khaana khaate tabhi khaane me swaad
Aaspaas mai khaas khaas ko rakhta apne saath saath
Durr duur mai rakhta jo bhi lagta mujhko saanp waanp
Jaap waap nahi karta mera Allah maalik ek hai
Maangta mai rab se wo deta sab kuch nap waap
Naap waap k milta usme khush mai aaj bhi
Naap waap k milta uska shukr hai aaj bhi
Naap waap k milta jo bhi haqq ki kamai meri
Naap waap k chalte hum na fekte hai aaj bhi
Ye gully wala scene saara
Ye bantai bachchi aaj bhi
Aaj bhi wahi wahi wahi wahi
Scene ye sahi nahi sahi nahi