LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Akela

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Aye
Kalakaar ki awaaz hai yeh
Common

Kahi door main akela baitha ghaat pe
Sadke hai khaali aur ghumu kaali raat mein
Khud mein magan rahu bheegu barsat mein
Khud mein hi khoya phir khud ke talash mein
Hath mein kalam likhu jazbat main
Seene ke zakham ko peeroun alfaaz mein
Dil me dafan jo bayan karu awaz mein
Khud ka na sathi par khud ke hi sath main

Kabhi sochta kya kamaya Kala se main kabhi kosta dun khud ko dilase main sarabor tha main khud ke sawalon se socha chhod Dun aur khud Ko Mita dun main

Aise khayalon mein tha khoya din Raat mujhe Hui Anxiety depression ka shikar
Sar Bhari rahe bhare pade kitne sawal
Dur bhaga main Jaha se Paya wahi har bar
Aye
Laga sab barbad Meri hathon ki lakire bhi Na deti ab sath, mere Kano mein sunai de pukare Meri har par khud ke hi hathon Maine likha itihaas hai
Aye
Maine likha itihaas hai
Aye yeh
Maine likha itihaas hai
Aye yeh
Maine likha itihaas hai
Aye yeh
Maine likha itihaas hai

Ghar wale hone lage pareshan ab
Wo bole beta unka sota nahi raat bhar
Galti meri nahi unn sapno ki thi jo maine likh daali saari panno ke peeche jaag kar

Haar kar bhi jeet gaya jaise bazigar main
Kala se banaya kismat karigar main
Zindagi ki daod mein bhi utha gir kar main
Naa madad ki zarurat mujhe Aatm Nirbhar main

Kahi door main akela baitha ghaat pe
Sadke hai khaali aur ghumu kaali raat mein
Khud mein magan rahu bheegu barsat mein
Khud mein hi khoya phir khud ke talash mein
Hath mein kalam likhu jazbat main
Seene ke zakham ko peeroun alfaaz mein
Dil me dafan jo bayan karu awaz mein
Khud ka na sathi par khud ke hi sath main

Akela aya yaha tak kisi ka sath nahi
Cheena jo haq ka tha liya khairat nahi
Han main badal gaya par jazbat wahi
Shayad sambhal gaya hua barbad nahi

Aye
Hua barbad nahi
Aye
Shayad sambhal gaya hua barbad nahi

WRITERS

Aditya Pathak

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None