Awaaz hai aari sidha upar se
Kate ye kyuki batein katein
Londe katein moti bajti upar se
Upar se kehti karle upar upar se
Ham neeche se udd gaye upar gye
Matlab Neeche se upar gaye
Upar se neeche ye gir gaye
Upar se nasho me pad gaye
Kisne bola ham sudhar gaye
Police aayi ladke chup gaye
Upar vala mala tera khali
Upar vala bola ab hai teri baari
Upar h gang sab hai khiladi
Bade bhai bade baal badi meri daadi
Upar dekho tumhe dikhunga vahi
Neeche vaalo pe mai kabhi hasunga nhe
Jo wack h upar se mai boluga yahi
Mai faaduga inki inhe choduga nhe
Upar jaara bina liye mai lift
Upar gaadi uda ra upar maaruga drift
Upar se flow ko jab krunga shift
Inhe jhote fuka k mai kr duga bhitt
Es track pe trick se inhe fasadu
Ye flow h dhoop or gaana h jaduu
Tu jalta piglta mai tujhe bhuja du
Mai tere jaise bhadwo ko koda kara du
Has k mujhko dikhari tu kyu apne ye 32
Awaaj h aari sidha upar se
Kate ye kyuki batein katein
Londe katein moti bajti upar se
Upar se kehti karle upar upar se